Welcome to www.UpToDateSMS.blogspot.com , If you like our Blog Please Link to us on your Blog or Website. Copy our Site's HTML Link from Bottom of the Page.

Dua SMS 2

Rah-E-KHUDA Ki BESUKOONI Me SUKOON Hy
Aur DUNYA K SUKOON Me BESUKOONI Hy
Jo RAB Se Mange Wo Sab Se GHAAFIL
Jo Sab Se Mange Wo RAB Se GHAAFIL...
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Kuch Shak Nahi K Mera Rab ALLAH Duaoun Ka Sunnay Wala Hai."

(AL-QURAAN, Surah 14 IBRAHEEM, Aayat # 39)

Good Morning & Have A Nice Day

Aameen

Pray For Me
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hadis-E-NABVI (S.A.W)

ALLAH Se Dua Maango To Dua Ki Qaboliyat Par Yaqeen Rakho Kyun K ALLAH Ghaafil Or Laparwa Dilon Ki Dua Qabool Nahi Karta.
(BUKHARI SHARIF)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Koi Zabt De Na Jalal De,
Mujhe Sirf Itna Kamal De,
Mai Har Ek Ki Sada Banun,
K Zamana Meri Misaal De,
Teri Rehmaton Ka Nuzool Ho,
Meri Mehnaton Ka Sila Milay,
Mujhe Maal O Zar Ki Hawas Na Ho,
Mujhe Bas Tu Rizq E Halal De,
Mere Zehen Mai Teri Fikr Ho,
Meri Saans Mai Tera Zikr Ho,
Tera Khauf Meri Nijaat Ho,
Sabhi Khauf Dilse Nikal De,
Teri Bargaah Mai Aay Khuda Meri Roz O Shab Hai Yahi Dua,
Tu Raheem Hai Tu Kareem Hai,
Tu Sabhi Balaa'on Ko Taal De.
(AAMEEN)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
"AAJ KI DUA"
Ay Mere
ALLAH PAK!!!
Aj Mere Voh Tamaam Gunah Muaf Farma De Jo Meri Duawaon Ki Qabuliat Me Rukawat Bante Hein!
?AMEEN?
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
5 Raaton May Mangi Hui Dua Radh Nahi Hoti

1. 27 Rajab
2. 15 Shaban (Shabrat Ki Raat)
3. Eid-Ul-Fitar
4. Eid-Ul-Azha
&
5. Jummay Ki Raat
(Recite Darood)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ay Mere Rubb
Tu REHMAN
Tu RAHEEM
Tu GHAFOOR
Tu RAZZAQ
Tu KAREEM
Tu QADIR
Tu QADEER
Tu MUQTADIR
Tu GHAFFAR
Tu WAHAB
Tu NOOR
Tu MALIK
Tu QUDDOOS
Ay Mere MALIK
Mai Gunahgar Hoon Mera Bal Bal Gunahon Main Dooba Huwa Hai, Main Sharminda Hoon Mje PAK Kar De, Muaf Farma De, Ay Mere MALIK Apni Rehmat Farma
Mujh Per Mere Maan Baap Per
Mere Behan Bhaioyun Per Mere Doston Per Or
Us Per Jis Ne Yeh Dua Likhi Aur Jis Ne Parhi. Or Jis Ne Agay Bheji. Aameen...!
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
DunyA Me SAb Se TAiz RAftAr KiA Chez He?

BuLLet?

N?

AwAz?

N?

Light?

N?

Answer: DUA
Q K YE Apki ZubAn Se AdA HoNe Se B PehLe AasmAn Pr PohAnch JAti Hy..
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jo Aansoo Na Hote Ankhon Mein,
To Aankhen Itni Khubsurat Na Hotin.

Jo Dard Na Hota Dil Mein,
To Khushi Ki Koi Keemat Na Hoti.

Jo Bewafai Na Ki Hoti Waqt Ne,
To Wafa Ki Kabhi Chahat Na Hoti.

Agar Sochne Se Puri Ho Jatin Muraadein To,
Dua Ki Kabhi Zarorat Na Hoti .
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Good Things Come To Those Who Wait
Better Things Come To Those Who Try
Best Things Come To Those
Who Believed
Desired Things Come To Those Who Pray.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
PRAYER
Isn't A SPARE WHEEL
That You Pull Out When You're In Trouble
USE It As A STEERING WHEEL
That Keep You On RIGHT Path Through Out The LIFE
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Itna Ao Pasand Tum Khuda Ko,
K Tumhari Kaboliat Ki Ye Sorat Ho ,
Bin Mange Mil Jai Tumhain Wo Sab Kuch ,
K Dua Ko Khud Tumhare Hath Ki Zarorat Ho
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Rawayat Hy AP(S.A.W)Ny Farmaya,Jab 3 Kefiyaty Ho To Forn DUA Mango,Us Waqt DUA Rad Nahi Hogi
1.Jab Jism Kanp Uthy
2.Dil Me Khof A Jay
3Ankho Sy Ansu Jari Ho Jay
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hazrat MUHAMMAD
(S.A.W) Ne Farmaya:

?Dua K Siva Koi Chez Taqdir K Faisle Ko Rad Nahi Kar Sakti
Or Neki K Siwa Koi Cheez Umer Ko Nahi Barha Sakti?.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Maayousi Gunnah Hai,Yakeen-E-Khuda Wandi Karo?

Agar Dua Qabool Na Ho To Namaz Ki Pabandi Karo?
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Aik Hadees Pak Ka Mafhoom Hy:
K Tum Men Se Jab Koi Mareez Ki Ayadat Ko Jae To Us Mareez Se Apne Liye DUA Karvao Keun K Mareez Ki DUA Aise Hy Jaise K FARISHTON Ki DUA.

Aur Mujhy FARISHTON Ki DUA Ki Sakht Zarorat Hy.
ALLAH Ap Ko Sehat De(AMEEN)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hadees E Pak
?Banda Jab Maa Baap K Liye Dua Tarak Ker Deta
Hy
To Uska Rizq Qata Hojata Hai?
Har Namaz K Bad Walidain Ko Shamil-E-Dua Rakhen?!
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jab Meri Dua Qabool Hoti Hai Tou Mein Khush Hota Houn K Meri Marzi Puri Hogai
.
Aur Jab Meri Dua Qabol Nahi Hoti Tou Mein Aur Ziada Khush Hota Houn K
Yeh Mere ALLAH Ki Marzi Thi?
(Hazrat ALI R.A)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
According To HADEES,
Duaon Ki Qabolyat K Aukaat
1.Faraz Nmaz K Bad,
2.Azan Or Aqamat K Darmian,
3.Tahajjud K Waqt,
4.Barish Barastay Waqt,
5.Safar Mai,
6.Iftar K Waqt,
7.Jumay K Din Ek Ghari,
8.Shab E Qadar Mai,
9.Zam Zam Peetay Waqt,
10.Arfa K Din Maidan-E-Arfat Mai,
11.Quran Ki Tilawat K Bad
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
A Dua For U:
Oh Allah, I Don?T Know Of All The Challenges This Person Has,
But You Know Everything..!
I Hear His Silence, You Hear His Plead,
I See Him Lhis Faith, You Know His Doubts,
I Ask That You Give Him Everything He Needs & Bless Him Abundantly For All The Times To Come..
Aameen..
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ae Ibne Adam!

Tuje Kia Ho Gaya Hai
Tu Ne Apni Namazon
Duaon Aur Ibadaton Ko Sirf
Pareshani Or Museebat K Waqt K Liye Hi Rakha Hua Hai
Tu Ne 70 Maon Se Ziada Chahne Wale Rub Ko Sirf Apni Waqti Khuwahishon K
Liye Naraz Kia Hua Hai
Ae Insan!
Zara Soch To Sahi
Wo Rub Jisne Itne Gunah Karne K Baad B Teri
Ankhen Na Nikaleen
Tere Hath Aur Pairon Ko Salamat Rakha
Aur To Hai K Us Se Dor Hi Hota Ja Raha Hai
Khudara Apne Raheem ALLAH Ki Taraf Lot

Talib?E'dua
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Irshad Hai.,

?Jab DUAA Sey Baat Na Banay To Faisla

ALLAH Par Choor Do ALLAH TALA Apnay

Bundoou Ke Liye Sab Sey

Behtar Faisla Karny Wala Hay??
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Raat Ko Sony Sy Pahly Ak Hi Dua Mango
?YA ALLAH Mujay Uta Ly

?
?
?
?
?
?
Soba Sawery
?
?
?
Nemaz K Lie?
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
?Naya Din Shuro Karne Ki Dua?

Hasbi-Y-Allah-O- La Illaha Illah Huwa, Allehe Tawakalt-O- Wahuwa Rabu-L-Arshil Azeem.
(Read It 7times At Morning) N Pray Also 4me
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Aaqa (AS) Ne Frmaya: Jis Ko Pasand Ho K Allah Mushkalaat Aur Takaleef K Waqt Us Ki Duaa Qabul Karay, Wo Khush Hali K Okaat Mein Ziada Se Ziada Dua Kia Karay.
(Al Minhaj-Us-Sawi Bahawala Tirmizi)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Waqt-E-DUA Mein Ek DUA Karun

Main RAB-E MOHAMMAD Se Ek Iltija Karun

Tu Khush Rahe

Tu Shaad Rahe

Teray DIL Ka Aangan Abaad Rahe

Tu Her Pal Yunhi Hansa Kare

Tu Phoolon Ki Manind Khila Kare

Teri Zindagi Mein Koi Ghum Na Ho

Teri Aankh Kabhi Num Na Ho

Tujhe Kisi Se Koi Gila Na Ho

Koi Dukh Tujhe Mila Na Ho

Teri RADD Kabhi DUA Na Ho

Teray LAB Pe Koi Sada Na Ho

Tujhay Bin
Mangay WO ATAA Karay

Teri Maaf Her Ek Khta Karay
(Aameen)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Use These 2 Dua?S.

Ven Openning Question Paper:

Rabbi Yassir Wala To-Assir

Ven Openning Pen To Answer:

Tawakkaltu-A-Lalla
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Allah Un Logon Ki Dua Qubol Farmata He Jo Iman Laey Or Nek Aamal Karty Rahy, Or Apnay Fazal Se Unki Dua Se Bhi Ziada Ata Farmata He.
(Al Shora,26)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hazrat ANAS (Razi A) Se Riwayat Ha K RASUL (SAW) Jab Kisi Waja Se Bay Qrar Hote Tu Ye Dua Perhtay (Ya-Hayyu Ya-Qayum B-Rehmati Ka Astaghees)
4wrd (Sadqa Jaria)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Baitul Khala
(WASHROOM)
Jino Aur Shetano Ki Rehne Ki Jaga He
Tm Me Se Koi Bait Ul Khala Jae To Ye Dua Parhe
?ALA HUMA INI AOZOBIKA MINAL KHUBOOSI WAL KHABA?IS?
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
7 Chizo Me Shifa Hai ALLAH K Hukum Se?
1. Namaz Me.
2. Surah Fatiha Me.
3. Madina Ki Mitti Me.
4. Zamzam Me.
5. Shahd Me.
6. Sadke Me.
7. Maa Baap Ki Dua Me..
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Khush Raho Tum Zindagi K Melay Mein,
Per Ye Sochna Kabhi Ik Pal Akelay Mein,
Kisi Ki Soch Mein Ehsaas Ki Sadaon Mein,
Tum Bus Rahey Ho Kisi Ki Duaon Mein.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Surah Fatiha
Allah K Gazub Se Bachaati He,
Surah Yaseen
Qayaamat K Din Piyaas Se,
Surah Waaqia
Fikar Or Faaqe Se,Surah Mulk
Azaab-E-Qabar Se,Surah Kosar
Dushmanon Ki Dushmani Se,Surah Kaaferun
Mout K Waqt Kuffar Se,Surah Ikhlaas
Munaafiqat Se,
Surah Fallak
Hadson Se,
Surah Naas
Wuswason Se, Bachaati Hain
Bohot Qeemti Gift He, Sanbhal K Rakhien
Or Khoob Phellaain
ALLAH JAZAA DEY GA.
(Or Mujhe B Apni Duaon Mein Yaad Rakhein.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Adab-E-Duaa
(Insan Ka) Hamesha Dua Per Istaqamat Akhtiyar Kerna Khawa Wo Khushali Mein Ho Aur Dua Ko Siraf Sakhti Aur Musibat K Sath Khas Na Kerna

Aur Ye K Dua K Agaz Aur Akhir Mein Aaqa (AS) Per Darud Bhajna Aur
Ye K Apni Namazo K Bad Dua Kerna
Aur
Ye K Hathon Ko Dua Mein Apnay Kandon K Baraber Buland Kerna
Aur
Ye K Dua Se Farigh Ho Ker Apnay Hathon Ko Chehray Per Phairna.
(Al Minhaj-Us-Sawi Bahawala Amam Beheqi ?Shob-Ul-Eman)
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
DUA..

Jo Kahin Na Mile Wo Khushi Chahiye
Dard Kaisa B Ho Bandagi Chahiye

Mujhko Duniya Ki Ab Koi Khuwahish Nhi
Aakhrat Ki Mujhe Zindagi Chahiye

Tere HRahun
Ibbadat Me Bus Ye Aajizi Chahiye

Main Bhatak Jaun To Aasra Dey Mujhe
Aesi ALLAH Mujhe Rehbari Chahiye..

Aameen.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Prayer Is The Most Powerful Weapon Against Downfall,

The Most Effective Medicine Against Sickness,

And The Most Valuable Gift To Someone We Care
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Meri Rahon K Jo Jugnu Hen Wo Tere Hen

Teri Rahon K Jo Andheray Hen Wo Mere Hen

Chu Sakta Nahi Koi Ghum Tujhko

Q K Tujh Per Duaon K Jo Pehray Hen Wo Mare Hen
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Lamha Lamha Apk Honto Par Muskaan Rahe,

Har Gham Apse Anjan Rahe,

Jiske Sath Mehak Uthay Apki Zindagi,

Dua Hai Hamesha Apk Pass Wahi Insan Rahe
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jo BARISH Main Ye DUROOD-E-PAK Prh Le To Barish K Hr Qatrey K Badley
( 1 ) Neki Hasil Krey Ga

ALLAHUMA SALEY ALA SAYEDINA WA,MAULANA MUHAMADIN WA?ALA AALEY MUHAMADIN BI ADADI QATARATIL AMTAR. Fwd Othrz
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
.;***;. I
( -_-) Pray
>?)(?<>

,I,

Fulfill
All Ur
Wishes & Maintain A Gud Smile On Ur Face 4ever..
?Ameen?.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
ﷲﺍ-Allah

THE PROPER NAME OF ALLAH
No Word Of The World Can Describe The Real Meaning Of This Name ?ALLAH?,Yet This Name Is The Remedy For Uncertainaties And Doubts About The Faith In ALLAH.
If U Repeat This Name 1000 Times Daily,Your Heart Will Be Free Of All Fears (INSHALLAH) And Your Faith Will Be Stronger.

ﻦﻤﺣﺮﻟﺍ-Al-Rehman

THE MOST COMPASSIONATE
He Who Confers Blessings And Prosperity To All Beings Without Showing Disparity.
If U Will Recite This Name After Prayers,You Will Be Rewarded By Good Memory,Keen Awareness And Be Free Of A Heavy Heart (INSHALLAH).

ﻢﻴﺣﺮﻟﺍ-Al-Raheem

THE ALL MERCIFUL
He Who Confers Incalculable Blessings And Prosperity,Particularly To The Strong Believers In The Day Of Judgement.
If U Will Recite This Name 100 Times After Every Farz Prayer,The Entire Creation Will Become Friendly And Affectionate Toward You (INSHALLAH).

0 comments: